aapki iss dillagi mein hum apna dil kho baithe
kal tak uss khuda ke the, aaj aapke ho baithe
pyaar suna tha, ki diwaana kar deta hai,
aaj khud karke hum bhi, hosh kho baithe
No comments:
Post a Comment